Dil kabi surat e halaat say bahir na gaya aur mai mohabat mai bi aukat say bahir na gaya
Aur gour say sunaey
Aik toh hai kay jahan bhar say taluq hain teray
Aur aik mai hoon kay teri zaat say bahir na gaya
Clapping 🤣👍👏
Phoolon kay mausam mai milnay atay hain
Patjhar mai panchi ban kay ur jatay hain
Hasti ankhon ko ansoo dey jatay hain
Wada karkay bi na wapis atay hain
Hahaha🤣🤣🤣