موت کا خوف ہے مگر گناہوں پر روک نہیں جنت بھی جانا ہے مگر نمازوں کا شوق نہیں....🫥
Maut ka khauf hai magar gunahon par rok nahi
Jannat bhi jana hai magar namajon ka shauq nahi
Yeh Riwaaz e Mard mein tu kab tak apne aansu chhupayenga Yeh dhoop tere naseeb mein hai Tu pairon ke chhale kab tak chhupayenga Gumnaam ho jayengi teri izzat khud tere ghar mein jis din tu ghar khaali haath jayenga...!!
Sara baagh azeez hai maali ko yeh kisi ek phool ka chunna kya hota hai... Hume toh mashaqat ke chhale hi sula dete hai yeh neend ke liye kahaani ka sunna kya hota hai...!!!
Fabi 🤦🏻
Yahan sab Firaun hai... Farq sirf itna hai jiska jitna bas chalta woh apni haisiyat ke mutabik khudai dikhata hai...
Koi Paiso ke zor pe..
Koi Shaurat ke nashe mein..
Aur Koi Taqat ke badaulat.....
Agar jab sab qismat mein likha hai toh phir Dua karna kyu zaruri hota hai...?
Someone once asked Allah - why do we wishes when everything is written in our destiny.
Allah smiled and said - May be on some page's I have written " As You Wish "
Sangharsh hi jeevan ka gehna hai...Har roz koi na koi chunauti aayegi, aur har roz jeevan kahega.. ke Chalane se tu chalna seekh le pehle, Jalane se tu jalna seekh le pehle... Tamanna phool ban ke phir khilegi teri, Tu mitti mein hi galna seekh le pehle...
- Fabi 🤦🏻
Agar ALLAH ne tumhari Dua qabool hi na karni hoti toh woh tumhare dil mai us Dua ka khayal hi kyun daalte...
Kabhi kabhi ALLAH tumhain sirf is liye azmata hai taake woh yeh dekh sake ki jo tum Us'say bar bar maang rahe ho tum use kis shiddat se chahte ho.
جانے کس سمت سے آتی ہے اچانک تری یاد
اور پھر کچھ بھی سمٹنے میں نہیں آتا ہے
خود کو مصروف کیے رکھنے کی کوشش کرنا
کیا تری یاد کے زمرے میں نہیں آتا ہے
ٹھیک سے کہہ نہیں سکتا کہ وہ کیا ہے لیکن
کچھ تو ایسا ہے جو ہونے میں نہیں آتا ہے
In Tahajjud, Ask the impossible, Allah has no limits 💫
حَسْبُنَا اللَّهُ وَنِعْمَ الْوَكِيلُ
ہیں تو اللہ کافی ہے اور وہ بہت اچھا کار ساز ہے
سورة آل عمران آیت : 173
Tumahari Dua'o ne itna Mashruf kar diya hai Ammijaan💔 Main poore ek saal baad tumhari Qabar pe Pohcha hoon...!! Waise toh yeh zaamane ka ghum bhi maar hi deta hai.. main phir apne chehre par muskaan lekar tumse milne Pohcha hoon...💔
Inna Lillahi wa inna ilayhi raji'un.