@cricketaakash Aur ye jo bolrahe ho bas khud ke job bacha rahe as a commentator baki sabko pata hai kya sahi aur kya galat hai Bangladesh me jo hua koy v sahi nahi bolega but isse battar halat India me muslim ke sath horaha hai uspe kabhi nahi bola jo galat kiya action uspe hona chahye
@cricketaakash Jo bangladesh me hua bilkul galat hai ye mai v manta hu lekin har din jo Hindustan me muslim ke sath horaha iske liye kabhi muh se q nahi kuch nikalta insaniyat ki bat karo desh insano ne banaya hai
@BJP4India Q mislead kar rahe ho mislead karke to pure desh me nafrat ka mahol paida kardiya hai apne sab sukun se rahte aur ladte kin bechare middle class wale aankh kholo sab aisi pakhandi logo ko hatao