Kuchh tuchiye logo ko ye kyu samajh nahi aata ki 1 hi banda 1 se zyada movies ko support kar sakta hai... 🤦♂️
Ek ko support karne ke liye dusri ko troll karna zaruri hai kya..?
Gajab bakloli chal rahi hai market me. 😂
Dono taraf banrakaso ki fauj bhari hui hai...
Bas yahi sab harkat dekh ke yaad aata hai ki MAUKA PARASTI ka bhi ek chehra hota hai, warna dialogues ke liye to janta kab ka maaf kar chuki thi... Lekin kuch logo ki dum hamesha tedhi hi rehti hai... 😌