@shyamyadavsp95 Main to nahi lunga kyonki Bhati jaise log din bhar gaali dete hain isliye.
Baki mere ghar me jo cook or maid aate hain unke jaati se mujhe koi pareshani nahi kyunki wo log kabhi jaati paati nahi karte hain.
@KraantiKumar Bhai tumhara gyan bahut Adhura hain isi se pata chalta hain apne rajya se bahar nahi gaye ho. Jitne bhi naam liye ho waha sab jagah Bahubaliyio se bharmar hain
@JenniferX00l 😂😂 mere saath bhi yahi hua tha COVID ke time par mere pados me ek family thi use password diya kyunki wo log internet nahi lagaye the. Fir maine Airtel cut Kiya or TataPly me switch Kiya to wo log bahut bhadke ki pehle kyu nahi bataya. 😂😂