Today I have Decided to Leave Twitter.
Agar kisi Bhai yaa Behn ko Mairi koi bat borii lagii hoo toh Sorry mazrat π
Sorry to maw wastic, sorry to Gm Artist and Sorry to @Baloch4362
Sister aap ny mujhay uss waqt support kia jb main new new tha Twitter pr.
Aur han @Baloch4362 hoo sakay toh mujhay maaf kar daina main aap kaa 1000 tweets wali bat ko pora nhi kar saka Hoo sakay toh maaf kar daina warna Qiyamat ky din maira girban pakar laina sorry π
Allah Pak aap koo hamesha khush rakhay Ameen
@North_extrovert AlWays WelCome Sister
Agar kabhi koi aur like retweet waghera krwana hoo Toh mujhkoo yaad Kii jiiy gaa I am like your Little Brother π