Haar ek ki zindagi alag hoti hain duniya ke samne alag or gharvalo ke samne alag
or Insaan ka naram dil hona bhi thik nahi hota kabhi zindagi ke rahh par dil ko pathar karna bhi zaruri hota hain Halaat insaan ko itna majbur kar deta hain ki Insaan naa chahkar bhi vohi karne pe
Achii thi kahani par adhuri reh gayi
Meri mohbbat mai aisi ky Kami rehgayii
Emtehan toh pura liya tha tumne Mera
Phir aisa ky hua
Joh Itni mohabbat ke baad bhi durri reh gayi
#viral#explore#worldwide#love
Yeh Kaisi soch mai dubate jaara huu mai zindagi se haarte jaara huu mai
Khud hee khud mai khud mai hee dubate jaara huu mai
Yeh kaise mod par lakr khada kardia yeh upper vale
Maar bhi raha hain rozz par maar bhi nahi raha 💯
Zindagi bas katt rahi usse kat Raha huu
Haar din se apne elzaam
ki sazaa Katt rhaa huu
Jiss din tak saase hoo mujhme haar mehrbani ka karz aada karuga
Joh reh gaye elzaam mere kafan par likh dena
#Viral#shayari
Maine joo kuch socha hain
waqt aane par kar jauga
Maine joo kuch socha hain
Waqt aane par kar jauga
Jitne bhi hain kahttar mai,meri aukaat mujhe dikane vale
Jitne bhi hain kahttar mai, meri aukaat mujhe dikane vale
Haar ek ko mere shishe ke Mahal mai bulaoga.
#natekar.66
तुझे कोई और देखे तो झलता है, दिल,
बड़ी मुश्किलों से सम्भलता है, दिल,
पता नहीं ये मोहब्बत है, या क्या है,
पर तुझे खोने से डरता है, ये दिल ! 💛🌍
.
.
#explorepage#Explore#endedlove#LikeForLikes
तेरी मोहब्बत में दीवाने ते हम, !!
q ki tujh jaisa andaaz haar kisi mai nahii ,
और क्या करू तेरी इन निगाहो का जो मुझे संभले रहती हैं
jisse dekhle toh nasha saa bura haal kardeti hain,
Aur
कभी नहीं जुकाना इन निगाहो को मेरी मोहब्बत इन में समाई रेहती है ! 🥺🌍