@ModiFied_Nikhil Is post me ek aurat ne hi dusri aurat k baal kaatey hain aur jo bol rahi hai wo bhi aurat hi hai ,aur pakistan me kab se arbi language boli jane lagi bhai sahab ...video me kuch bhi ho islam aur muslim k bina kuch nhi chal sakta hai ,galat insan hota hai mazhab nhi