Hi
sir meri id 1 month se terminate hain mujhe kaam ki bahut avsyakta hain mere ghar ka khrch nahi chal pa raha me 1 month se ghar m berojgar baitha hu bacche ki fees bhi bharni hain kripa kare k meri blinkit I'd punah chalu ki jaye.
@letsblinkit@blinkitcares@albinder@saurabh
@letsblinkit@blinkitcares@albinder@raghav_chadha@SonuSood
Hi sir main blinkit me ek dilevery boy ka kaam krta hu meri blinkit I'd 1 month se block kar di gai hai company ke taraf se mujhe kaam ki bahut avsyakta hain plz meri blinkit I'd dobara chalu kre
@deepigoyal@letsblinkit@zomato
Hello sir...ye meri id no...
FE3262394 Sir 20 din se meri I'd bandh chal rahi hain Mera khrch nikl nahi pa rha berong baitha hu mujhe job ki bahut jarurat hain.bitiya ki fees ghar ka karcha nahi nikl pa raha hain..sir meri id dobara chalu ki jaye