@kmrvivek14 Shriman Score card to bharti board ki taraf se jari kiya ja chuka hai. Jo thano me list ayi hain medical ke liye unme candidate ka name address date of birth or Marks tatha jaha medical ho a hai us jagah ka name sab diya gya hai. Arthat bharti board ne Score card de diya hai..