@news24tvchannel@virendersehwag Ji haa virendra sehwag ji bilkul theek kah rahe hai ki India ka naam badal kar bhatat hona chahiye Jai hind Jai Bharat Jai shree Ram
@aajtak Ji haa India ka naam badal kar Bharat hona chahiye Bharat ko India naam angrezo ka Diya hua hai bharat naam anadi kaal se hai aur ye naam humare desh ke santo aur maha purusho ka Diya hua hai isliye Mera Bharat sarkar se nivedan hai ki voh India ka naam badal kar Bharat kare