Jang to khud hi ek masla hai
Jang kya maslon ka hal degi
Aag aur khoon aaj bakshegi
Bhukh aur ehtiyaj kal degi
Is liye ai shareef insano
Jang talti rahe to behtar hai
Aap aur hum sabhi ke aangan mein
Shama jalti rahe to behtar hai
#IndiaPakistanTensions#Poonch#Kupwara#uri#ind
@Symplist14 There is no superiority for an Arab over a non-Arab, nor a non-Arab over an Arab, nor a white over black, nor a black over white,nor a syed over non syed except in Taqwa (fear of Allah). People are from Adam, and Adam is from dirt.