@GarhwaPolice@JharkhandPolice Aaj maine Emergency 100 par Call keya mujhe koy help nhi mila mere ghar mai mar pit ho raha tha mai khud police station gaya tab mujhe koy help nhi mila ulta mujhe he mara gaya agr police Time par aa gayi hoti tho mere didi aaj icu mai nhi hoti @JharkhandPolice