@ArslanNaseerCBA Arslan Bhai abhi tak yaqeen nahi ho Raha hum is situation say haar gaye in say pressure handle nahi hota crowd ka. I guaranteed agar Babar Azam out na hota to situation Kuch or honi thi by the way Good luck for Pakistani team for next world cup🤒
@SaadIrfan258 Ab yah zyada ho Raha hay ap jaisay log is saray fasaad ki jar hain. Babar apni dunya hay lakin Rizwan bhi apni jaan hay. Haa. Agar dono main sag aik rakhna paray to main Babar ko rakhon ga lakin Meray khyal say rizbar is the best duo Pakistan ever produce.
@ChaosCatalyst0@Logical_Girll@GemsOfCricket Us nay gaanay main kaha shalaru aj day kauli chat nay.. jis ka Matlab yah hay Kay aj kal Kay larkay Meray agay Kuch nahi hain wo virta Kohli ko nishana nahi bna Raha. Punjabi language main kouli aik bartan ko kehtay hain