@SirRavishFC नमस्ते सर
आपकी बात तो ठीक है पर कभी-कभी मुझे आपके बारे में ये लगता है कि आपको चुनाव लडना चाइए
मैं भी आपको देश के लिए कुछ और बेहतर करते हुए देखना चाहता हूं
🙏
#ravishkumar#ravis#politics#NewsUpdates
@BhajanlalBjp Sir education acchi ho nahi pa rahi apse or... Double engine ki bat kr rahe ho aap.
Sir janta dekh rahi hai is bar..
Kaam karoge to vote milenge baithe rahoge to ghar me 5 shal bitane padenge
@HangInThere56@BhajanlalBjp@MohanMOdisha Jis desh me teacher nikamma ho jaye to waha ke log kam padhe likhe honge or sabse jyada majduri gundagirdi daketi karte milenge
@BhajanlalBjp@MohanMOdisha Private school pehle bahut kam hya karti thi
Lekin sabhi neta or adhikariyon ki laparwahi se pradesh ke sarkari teacher aj itna bekar ho gaya jiski kalpna bhi nahi ki ja sakti
Ap baccho ko school me dhoodh pilate ho teacher us Powder ko bhi chori kar le jata hai or bech dete h.
@BhajanlalBjp@MohanMOdisha Sir mujhe nahi lagta aap kabhi is mudde pe shikcha mantri ji se bat karoge lekin apka rajasthan aise to aage nhi badh sakta
Or sir yadi apko wakai wapis aana hai to accha kam kijiye.
Jab school khole hai to unpe bhi to dhyan dijiye, baccha kyu ja raha private me?
@BhajanlalBjp@MohanMOdisha Aap alwar aake dekhiye us school ki halat kesi hai.
Aap rojgar lane ki bat karte ho bacche ko padhane ki bat karte ho.
Jab desh ka teacher hi apne kam se kamchori karna sikh jaye to apka na desh aage jayega or na berojgari kam hogi.
@BhajanlalBjp@MohanMOdisha Dear CM sir,
Education ke liye hum baccho ko school bhejte hai or apke mahatma gandhi govt. School neb extension Alwar me teacher sirf office me baithne aate hai.
Apko me bata du apke padosi jile me ye sab ho raha or to sir teacher B.Ed me internship walo se misbehave karte hai
Or jo jo teacher jyadti kar rahe hai unke name hai
Mohammad iliyash
Mis. Vijya mam
Ye 2 teacher hai jinhe kisi bacche or intern se bolne ke manners nahi hai or abuse tk karte hai.
Agar aisa hi chalta raha to sir apke rajasthan me log berojgar hi rahgenge
@rajeduofficial
Namaste sir,
Me apko ek school ke bare me batana chahta hu jiske mostly teacher b.ed intern se misbehave karte hai unko naukar samjhte hai.
Khud office me rehte hai or use kam karwate hai
Us school ka name hai
Mahatma Gandhi School Neb extension Alwar
B.Ed intern ko 1-2 me hi baithana tha to hum to stc karlete kyu karte b.ed
Or to or sir sare din dhoop me baithaya jata hai is garmi me
Or ab aaj school ke kamre ke baramde me baithaya ja raha hai
Agar kisi bacche or intern ki tbiyat kharab hui to uska jimmedar kon hoga
Apko me bata du 99% school same honge
Jav teacher hi office me baith ke aaram se hawa le raha hai to baccho ka bhavishya khatre ne hai
Jo NEP apne shuru karne ka socha hai wo sir aane wale 500 shal me bhi pura kar jaao to kehna
Or sir yadi ap bhi meri pareshani nhi sunenge to sir Rajasthan shikha se me or mere sathi koi bhi teaching ka kam nahi karenge
Jab teacher hi bhrast hoto kisi or se kya kahe
Apse anurodh hai meri sune or achanak se jis school ka name liya hai waha check kare
Sir jis school me dusre school ka samman nahi bota usse tu tadake se suna ke daba ke bat ki jati hai uske liye teacher banna kesa minus me jayega.
Jisne b.ed ki or internship me usko aisa behaviour mile teacher ka to sir uska goal goal na rehke football ban jayega.
@rajeduofficial
Sir dhoop me intern ko class ke sath ground me baithaye rakhte hai
Or to or sir koi teacher nahi bhi aata to uski present hoti hai
Or kuch interns ki donation deke internship ho rahi hai.
Or jo donation ka amount hai sab sir ki jeb me ja raha hai
@madandilawar लिखित कंप्लेंट के आपके पास पहुंचने में समय लगेगा इसके लिए मुझे यहां बताना पड़ रहा है।
सर जैसा मुझे याद है आप भी एक शिक्षक रहे है कही आप भी तो उन जैसे नहीं?
भले आप मुझे जेल में डालो पूछना मेरा हक है क्योंकि आप कुछ भी काम नहीं कर रहे।
अगर आप अपना काम सही से करोगे तब ही वापसी होगी