Kya Quran inteqaam lene ki taleem deta hai? 🤔
Surah As-Sajdah 32:22 ki haqeeqat kya hai?
Quran sirf rahmat ki nahi, insaaf ki bhi baat karta hai. Kisi bhi aayat ko samajhne ke liye uska poora context padhna zaroori hai.
https://t.co/DtXtIl6I1n
#Quran#Islam#QuranKiHaqeeqat
Alhamdulillah! Instagram par 10K followers complete! ❤️
Aap sabhi ke pyaar, support aur duaon ka dil se shukriya. Allah hamari Dawah ki koshishon ko qabool farmaye. Aameen! 🤲
#Alhamdulillah#10KFollowers#IRPCIndia#Dawah#Islam
क्या कुरआन 21:98 हिंसा सिखाती है?😱
कुरआन की इस आयत को लेकर बड़े-बड़े आरोप लगाए जाते हैं! लेकिन क्या आपने कभी इसका असली संदर्भ पढ़ा है?
कुरआन की 26 खूनी आयतों का जवाब :
https://t.co/DtXtIl6abP
सच्चाई हर किसी तक पहुँचाने के लिए शेयर ज़रूर करें!
#Quran#IslamInIndia#IRPCindia
Yeh Rabbul Aalameen ka nazil kiya hua Kalaam hai. Na kisi insaan ki likhi hui kitaab, balki Allah ka paigham hai, jo poori duniya ke liye hidayat hai. ❤️
Qur’an | 26:192
#Quran#AllahKaKalam#IslamicReminder#QuranQuotes#Deen