Apke fans kidhar hai.. Or charcha apki nhi ho rhi kutta palo but galt fehmi mt palo or tum bb se nikalne k baad ab dikhte ho nd #AsimRiaz hmesha charcha me hi rhega okk jalne wale jalte rho🤣🤣
@realakashbhai Mere Bhai Hamare Saath Jab Hamare Fans Khade Hote Hain,
Tab Hum Qayamat K Har Toofaan Se Bade Hote Hain.
To kripya Hamare charchey aur kharche ki Fikr na krey,
Aur Apne tweet me Hamari Jikar naa krey
#OmNamahShivaye 🙏
mere bhai 'charcha' aur 'kharcha' ussi pe hota hai jismein koi 'baat' hoti hai aur isiliye hi 'public' ussi ke 'saath' hoti hai!
par 'aise' ladke pe to na koi 'kharcha' karta na uski 'charcha' hoti, kyunki uske liye sabse zaroori 'aukaat' hoti hai! 🧨😎