Hello @Bajaj_Finserv mere account me paise hone ke baad bhi EMI nhi kati fail ho gyi, fir ab late payment ka charge lag doge aap lo CS me down ho jayega aisa Q hota hai ye doosri bar hai
Ye Ground hai DAV inter college ka manaspuri ka hai Ground ke bagal me rehne wale log diwar ko tod kar hole kar dete hain jisee nale ka pani Ground me aata hai par koi sunwayi nhi ho rahi hai @DMBalrampur@nppbalrampur@CMOfficeUP@CMYogiAdityaNat
Hello @Flipkart@flipkartsupport ye shoes order kiya tha hmne size different aa gaya jo manwaya tha wo nahi aaya ! Aur ab return bhi nhi ho raha hai. Aisa Kyoun?
Hello @Bajaj_Finance is baar bhi wahi sab ho raha hai pichhli baar ke jaise account me paise hone ke baad bhi nahi kati hai emi aur kal hote hi due to date laga kar extra charge laga doge aap log aisa Q ho raha hai kitni baar complain kre kitni bar bat kren Castmour care walo se