Itne kamal lyrics hai puri situation pe fit.. Chalo maantay hai ke khel jamyga acha anthem tha per ab assa b nahi ke uske baad koi acha anthem nahi aa skta
#Tyaarhain ko b itna criticize kiya gaya tha jab ke wo stadium main jab lga tha alag hi swag tha uska bhiπ·
#pslanthem2021
Pata nahi ek tu awam ko har cheez main se nuks nikaal ke kya milta hai itna acha anthem hai (Punjabi,Urdu,Rap) sb cover kiya hai catchy tune hai.. Or pata nahi kya chahiye ab inkoπ chor do har cheez ko criticize kernaππ»
#psl6anthem#pslanthem2021#PSL6