@_Nikkyyyyy @KyuYaarShashank Mai ye nahi bol raha hu aap galat ho!! Maine kisi ladki ko galat nahi bola but mujhe ek baat batao aap ek ladke se pyaar karti ho vo gareeb hai aur ek ladka apse pyaar karta hai aap nahi par vo ameer hai, Aur apki family apko ameer ladke se shaadi karne ke liye bol rahi ? Then?