@GautamGambhir Sanju ko playing 11me aana hi hoga ..
Ek baat yaad rakhna bina musalman k abhi tak hindustan ne koi world cup nahi jeeta hai. Pich condition ke hisab se siraj ko team me Lana hoga.
Jaya allrounder mat bharo australia isi liye Bahar ho gyi hai...
@GautamGambhir
Rinku or abhishek ko abhi pressure handling nahi aati hai.
Sanju Samson jyada machyor and experience wala player hai..
Sanju ko har Match khilao.
Rinku abhishek Tilak me se kisi ko bhi drop kro.