@pushpendrakum@cryptonewshindi Ye jitna tax ikatha karenge... Minister ki utni jayada jebe bharegi.... Abb to ministry ki liye he kamana hai... Aisa Lagg raha hai
@PushpendraTech@cz_binance Jaise industry tax bachane ke km tax vale state main apni factory lgane lag gye hai... Shayad cryto se aur jayda tax vasulne ke chakkar main 'kaheen tax dene ke darr se cryptocurrency khreedna he band kar denge'