*Afsos Naak Khabar!*
Nihayat ranj-o-gham ke saath ittila di jati hai ke *Janab Haji Abdul Latif urf Mamu Jaan, (KhadimHuzoor Tajush Shariah )*, ka aaj subah ba-waqt-e-Fajr inteqal ho gaya.
إِنَّا لِلّٰهِ وَإِنَّا إِلَيْهِ رَاجِعُونَ
Allah Ta'ala marhoom ki magfirat farmaye, unki kamil bakhshish farmaye, unke Ahle khana ko sabr-e-jameel ata farmae aur unhein Jannat-ul-Firdous mein a'la maqam ata farmaye.
امین یا رب العالمین
🤲Tamam ahbab se guzarish hai ke marhoom ke liye *dua-e-maghfirat* aur isaal-e-sawab ki Mehfil Ka Ahtemam farmayen.
📢
आज जमात रज़ा ए मुस्तफ़ा, ब्रांच बानखाना की टीम ने हुज़ूर सलमान मियाँ साहब और हुज़ूर फरमान मियाँ साहब के निर्देश पर नाज़िया इलाही के ख़िलाफ़ एस.पी. सिटी साहब को शिकायती पत्र सौंपा तथा उनके विरुद्ध सख़्त क़ानूनी कार्रवाई की मांग की।
एस.पी. सिटी साहब ने आश्वासन दिया है कि मामले की गंभीरता को देखते हुए इस पर उचित एवं कड़ी कार्रवाई की जाएगी।