@Radhakrishn1245 Lekin bhul Gaya ki apni beti shaadi karwayi hai aur beti yeh sab khurafati mein maa baap ka bestest version hai π€£π€£π€£π€£ parvez miya try something new, yeh trick purana hai Janab ke liye.
@future_mufti Maaf kijiyega Haider miya aap mein woh baat nhi hai Jo humare Mufti sahab mein hai, unko kabhi gusse mein chale hue dekha hai aapne? Mashallah, dil ki dhadkane tez ho jati hai pure fd ke #seherhonekohai@Jin_ke_bhatije