@KkrKaravan Sonny baker ya gus Atkinson mil jaaye to badhiya rahega. Ek overseas fast bowler to rehna hi chaiyea playing 11 mein. Bowlers aapko tournament jitwaate hain.
@CricketCentrl Bakwas team , SA or NZ top par hai aur sirf 1 player dono team milakar . Bade naam se kuch nhi hota , effective team honi chaiyea. Jadeja ka sthan bilkul nhi Banta h , spinner ho to Simon jaisa. Pat Cummins to 15 m nazar nhi aana chaiyea. Us se achha to asitha /abbas h