@aajtak Main mahendragarh haryana se hun
10.35 baje hamare rasoi mein kuchh girne ki awaaz aayi, to shrimati Ji ne dekha kahin billi to nahin gus gyi. magar bad mein aaj Tak dekhne per pata Chala ki Delhi NCR mein earthquake ke jhatake mahsus kiye gaye hain
@narendramodi पीएम सर मैं बहुत ही मामूली आदमी हूं मगर मेरा एक सुझाव है की जैसे IAS, IPS, IFS की तरह से एक ITS (इंडियन टीचर सर्विसेज) का प्रावधान किया जाए जिससे कि प्राइवेट स्कूलों की लूट बंद हो सके| जिससे कि गरीब का बच्चा भी अच्छी शिक्षा ले सके। Thanks
@Ravishk356 Ravish Kumar kuchh to sharm karo yah desh aapka bhi hai is desh ki sampatti aapki bhi hai. Yah tiranga kabhi hai yah Lal Kila aapka bhi hai lekin aaj Tak desh ke itihas mein aisa girana kam kabhi kisi aandolan mein nahin hua hai
@priyankagandhi Aapko desh per raham karna chahie , is tarah logon ki bhavna ko mat bhadkaye. har aadami ke sath uski 3 4 pidia Judi Hui hai . uska pura parivar judaa hua hai. agar kisi ko kuch Ho Gaya to uska jimmedaar kaun hoga
@aajtak Desh par raham Karo, news chanals walo. Khabar or bhi h Desh me , Riya or Sushant ke alawa. Desh ke logo me news dekhni chod Di h. 24 ghante ye hi news. Raham Karo.
@ArvindKejriwal Sir mere ek rishtedar ko 1st September ko karona positive bataya gaya tha aur 2nd September ko donon bacche , uske patni ko bhi Corona positive ghoshit Kiya Gaya . magar aaj 5 September Tak unke Ghar per nahin Koi doctors kiteam gai hai, nahin Koi health staff ki