@VarshaEGaikwad Mem
Classes zoom me
Exam room ma??
Mem ya galat ha
Pure saal ham school nhi gaye aur ya ham pehli baar board exam dena jayenga without any practice
Aur agar aap ko exam lana he ha toh pehle school open kariya hamari preperation karayi uske baad pe lena exam
Plzz mam
@SonuSood Thik ha sir aapki baat mana
Lakin aap Christmas ke time aap khud santa claus ban ke wish krte h
Aur Eid ke time aap ko nhi maloom hazaroo lakhooo janwaro ki hatya ki jati h phir bhi aap Eid Mubarak kr ke tweet krte ho toh aap ko sab kuch ham hinduo ke festival ma yaad aata h