Arishfa captain to ban gayi, par raahat nahi mili
Diwali pe bhi Gullu se ulajh gayi
Mahhi ke saath dosti mein bhi darar aa gayi
Upar se Sunday ka vaar abhi baaki hai
Arishfa ki captaincy, achhi ya bekaar? 🤔
#BiggBoss20#ArishfaKhan#LoveGill
Scout Ne Top 3 Mein Love Ko Nahi Rakha?
Live dekh raha tha ki Scout ke liye kya sawaal aaye. Love aur Yung mein se kisko bachayega, aur top 3 mein Love ka naam hi nahi liya. Ye dosti ab khatam? 💔
#BiggBoss20#ScoutOP#LoveGill#WeekendKaVaar
Suna hai kal Weekend Ka Vaar mein comedian Gaurav Gupta Uditi ko propose karenge
Poore hafte Uditi screen pe dikhi hi nahi
Ab seedha proposal se limelight mil gayi 😂
Yung ka reaction dekhne layak hoga
Uditi haan bolegi ya hass ke taal degi?
#BiggBoss20#UditiSingh#YungDSA
Mahhi ne bola Bigg Boss mujhe target kar raha hai
Yahan tak bol diya show continue nahi karungi, paise bhi nahi chahiye
Suna hai aaj Salman bhai ne isi baat pe Mahhi ko ghera
Sach mein target ho rahi hai ya sympathy card? 🤔
#BiggBoss20#MahhiVij#SalmanKhan
Suna hai aaj Salman bhai ne Qazi ko award diya
Poore hafte ghar ko hasaaya, mahaul banaye rakha
Jokes pe khud nahi hasa, par sabko hasa gaya 😎
Ye award banta tha ya nahi, tum batao
#BiggBoss20#QaziTouqeer#SalmanKhan
Ep 63 Weekend Ka Vaar, poora ek reel mein!
Uditi ko 'item' bola, Scout ki comedian ko dhamki, Qazi ek baar bhi nahi hasa, suitcase todne wala drama aur Love ka rapid fire. Sab kuch 3 minute mein dekh lo. Sabse bada moment kaunsa laga? 🔥
#BiggBoss20#WeekendKaVaar#ScoutOP #LoveGill #QaziTouqeer
Scout Ne Top 3 Mein Love Ko Nahi Rakha?
Live dekh raha tha ki Scout ke liye kya sawaal aaye. Love aur Yung mein se kisko bachayega, aur top 3 mein Love ka naam hi nahi liya. Scout sahi tha ya galat? 🤔
#BiggBoss20#ScoutOP#LoveGill#WeekendKaVaar
Is hafte har ladai mein ek naam common tha, Gullu
Mahhi se kitchen wala jhagda
Arishfa se Diwali pe takkar
Upar se Scout ke saath bhi tension
Gullu entertainment de rahi hai ya ghar ka mahaul bigaad rahi hai? 🤔
#BiggBoss20#LoveGill#MahhiVij
Love Ka Rapid Fire, Scout Ya Amrapali?
Love ka rapid fire live dekh raha tha. Sawaal aaya Amrapali aur Scout mein se kaun ghar mein rehna zyada deserve karta hai, aur Love ne Scout bola, pata tha. Aapka jawab kya hota?
#BiggBoss20#LoveGill#ScoutOP#AmrapaliDubey