Assalamu Alaikum π€
Me X par ek group banane ka soch rahi hu, jisme InshaAllah Alimah, Muslim bhai-bahine aur ghair-Muslim dost bhi shamil honge. maqsad hoga achi batein share karna, ilm hasil karna aur izzat ke sath guftagu karna.
Comments mein suggestions dein. π¬