Subha se fasih or sehrish zaib k peeche perhe huwe hai.....abh fasih ki backbiting kisi ko nazar nhi arhi hai....zayb bechare k peeche pura ghr perha huwa hai.....
#zaybkhan
@ali_ibad15 Nhi zayb se nhi naraz.....samiya or hamza se larayi ki waja se khana nhi khaya esra ne ....or zayb ne khana nhi khaya kuk esra khana nhi kha rhi thu....ush ne samiya ko bheja k ush ko bula kr lao...to esra kehti woh khud kha le ga samiya ne alr zayb ko btaya ush k bdh yeh kaha
:live feed ma esra ki samiya or hamza se larayi hogi or woh khana nhi kha rhi .....or zayb bhi khana nhi kha rha kuk esra khana nhi kha rhi....dono ne daytime ka khana khaya huwa hai....
#Tamasha5
@Kengnampinmpsr1 Esra ki samiya or hamza se larayi huwi jus ki waja se woh khana nhi kha rhi hai....or zayb khana nhikha rha kuk esra khana nhi kha rhi
Live feed ma babrik sbh ko aik dusre k against kr rha hai....especially zayb k khilaf narrative build kr rha hai....or hassan ko fasih k khilaf kr rha hai....
#Fasihkhalid#zaybkhan#Tamsha5
Zayb to Esra: Maine Fasih ko bhi chips munh mein diya. Diya na maine tujhe?
Fasih: Munh mein to nahin haath mein diya.
And then they held each other's hands 😭😭🤌🤌
#ZaybKhan#FasihKhalid#Tamasha5