Jis Mard ke dil me Allah pak ka khouf hota hai uss se munsaliq Aurat ko phir uss Mard se koi khouf nahi hota hai Kyun ky woh mard Janta hai ke Aurat ke mamlay me Allah Ta'ala aur uss ke Rasool (S.A.W) ne narmi aur mohabbat se paish anay ka hukm diya hai!!
Jis Mard ke dil me Allah ji ka khouf hota hai uss se munsaliq Aurat ko phir uss Mard se koi khouf nahi hota hai Kyun ky woh mard Janta hai ke Aurat ke mamlay me Allah Ta'ala aur uss ke Rasool (S.A.W) ne narmi aur mohabbat se paish anay ka hukm diya hai!!
औरत होना आसान बात नहीं सबसे पहले इस समाज में आजादी नहीं मिलती हैं यहां नहीं जाओ वहां नहीं जाओ और ख्वाब पूरा नहीं होने देता हैं उसके बाद हर महीने 5 से 6 दिन नेचुरल दर्द सहना ससुराल में ताना सुनो समाज में ताना सुनना है इसीलिए आप अपने घर के औरतों का इज्जत कीजिए उनका ख्वाब पूरा कीजिए
Ek Aurat hi hoti hai jo susraal me ghar ka saara kaam krti hai tane bhi sunti hain phir bhi wahi rehti hai aur Mard ko uskay susraal me agr koi thora bhi kuch bol de to wo susraal jana chorr deta hai!!
Ramzan sirf ghar ki safai nahi balkay dil ki safai ka bhi mahina hai Nafrat munafiqat aur burri soch ko dil se nikaal kar is mahine ko sacchay dil se guzarna chahiye Taakay hamari ibadat sirf zahiri na ho balkay roohani sukoon aur Allah ka qarb bhi hasil ho!!
Yeh duniya imtehaan ki jagaha hai It's a test of our fatih and patience Everything is supposed to be difficult mushkil
ayenge dil tootega zulum hoga jannat ke liye larna hai apni nafs ko marna parhega bas Sabar kro Namaz parho kisi ka dil na thoro and never be hopeless!!
Aur mai larkiyon ki sabar ko salute karta hun kitni nadaan hoti hai pasand ka dress na milne par kisi shadi par nahi jati magar afsoos waaledie'n ki khushi ke liye na'pasand insaan ke saath saari zindagi guzaar deti hai!!
Larki jab Qabool hai kehti hai toh tab woh apna bachpan apna ghar aur kaafi khwabon ko khuda hafiz keh rahi hoti hai Shadi ke baad kisi ki beti par zulam na karo ho sakta hai kal tum bhi larki ke baap ban jao ALLAH JI sab larkiyon ke naseeb acche karein!!
Ameen ♥️