@uroojjawed12 Rizwan ko chahyay asy begaiirat board ko lat Mary or koi or profession choose karly ya kise or mulk se khely yay isky Deen dar hony ki waja se isko target kr rhy hai taky ainda koi player team main Deen ka Kam na kary
@faizanlakhani Ap shariat se mutasadum bat kar rhy Hain shariat shakhsi Chahta Kay pechy nai chalti shariat Allah KY qanoon Kay hisab se chalti hai .agar shariat nay ijazat nai di to orat or mard sath Jim karna bhi chahin to bhi Islam main iski ijazat nai. Ap Islam or secular ko mix na karin