Ameer sukoon ka talabgar hay,
Aam admi shoharat k liye mara jaraha hay,
Mashoor admi logo se chupta phirta hay.
Hum sab na khush hain ?
Jantay hain kyon na khush hain ?
Kyon k hum allah ki raza may razi nahi hain.
Hum Na khush kyon Hain ?
Shadi shuda talaq kay chakkar me,
Gair shadi shuda shadi ki hasrat me,
Bacho ko bara hone ki jaldi hay,
Baro ko bachpan laut anay ki arzo,
Mulazim naukari ki sakhtiyon se pareshan,
Berozgar naukari k liye pareshan,
Gareeb chahta hay ameer hojaye,
Jabki
Kehte Hai Rizq Aurat k muqaddar aur Aulad mard k muqaddar se hoti hai ..
Lekin waqt ne kya palti khaai hai ki
Aulad na hone pr mard aurat ko chhod deta hai aur rizq nah hone pr aurat mard ko ,,,💔💔
#muqaddar#rizq@46Smrt
मेरे पिताजी कहते थे -
दरवाजे पर ताला इसलिए लगाया जाता है
कि कही गलती से ईमानदार वेक्ति का
ईमान न डगमगा जाए,
वरना चोर के लिए
ताला तोडना कोनसी बड़ी बात है।