@YasmeenKhan_786 Har daur k hisab se us kaam ko krne ka tareeqa badalta rhta h. Lekin Eid milad un Nabi k mauqe per Jo khurafaat hoti h jaise dj, naachna wagairah in Sab ka Shari'at se koi Lena Dena nhi..
Eid milad un Nabi per saikdon dalail h jisko chahye wo bole..
Maslake Aalahazrat Zindabad
@YasmeenKhan_786 Sahaba k daur m lightein nhi thi Jo wo lgate to unhone apne aala andaz m Eid e milad un Nabi manaya aur aaj hmare pass lightein h to light laga Kar khusiyon ka izhar krte h. Sahaba k daur m pakki masjidein bhi nhi thi to aap ye jawab dein ki hm ab pakki masjidein kyun banate h?
@YasmeenKhan_786 Eid e milad un Nabi manana Buzurgon se sabit h. Ab ye jahilana baatein krna ki kya Sahaba RadiAllaho Ta'ala anhum ne Kiya tha ?
Beshak Kiya lekin unke karne ka andaz alag tha, aur har zamane k aitbaar se us kaam ko krne ka tareeqa badalta rhta h.
@MirzaZeeman Beshak Namaz Har momin fer farz e Azeem h aur Namaz Huzur Jan e Jaana ki aankhon ki thandak h
Labbaik Ya Rasoolullah
Tajdare Khatme Nabuwwat Sallallahu Alaihi wasallam