Center government. Indian Railway ko Gaziabad se Gujraula Sambhal Moradabad hote hue sitapur bnani chahiye jisse Sambhal k 4 lakh logo ki 60 saal purani mang puri ho jati or Sambhal ko b train mil jati
Dm Sambhal
Sir ji Deepa sarai k Hind pura kheda k talab k 10 % hisse ka sondarray karan kiya ja h .
Dm sir se anurodh h ki pure talab ka so darray karan k adesh pardan kare.