@princeze92 Mushkil is duniya mein kuch bhi nahi,
Phir bhi log apne irade tor dyte hain,
Ho ager sache dil chahat kuch paane ki,
Tou sitare bhi apni jaga chor dyte hain.
Na Mohabbat Na Dosti K Liye,
Waqt Rukta Nahi Kisi K Liye.
Apne Dil Ko Na Dard De Yoon He,
Is Zamaane Ki Berukhi K Liye,
Waqt K Sath Sath Chalta Rahay,
Yahe Behtar Hai Aadmi K Liye.