@TajinderBagga bagga bhai har neta gali khata h itna badha chadha kr bolne ki need ni h.
Aur neta gali kha ke hi bante h, aur kitna bhi gali kha le 2002 se to kam hi khayenge bt muh to khole
Sirf man ki baat, pariksha pe charcha,gyan pelna h rah gaya h kya
@Mrsinha Sinha ji wo kahte h ki kisi ke support me itna na gir jaya jaye ki ek waqt aane pe khud se aankh na mila paye.
Bade bade bjp bhakto ko party chhod ke gali dete dekha h, umeed h ki apke jivan me wo din na aaye aur na apke parivar me kbhi kisi galat niti ka shikar ho.
Mahadev