@Aadiiiiii_07 Muje ek bat batao gullu ko young pasand nahi gullu ko bail budhhi ye sab bola gaya to fir young ke liye life kyu bigadi kabhi kabhi young ke sath bhi kanika dikh Jati he to kya gullu bole ki tum mat jao vaha 😆😆
@ndailyrants Muje bahut tagadi felling aa rahi he ki kanika safe khelna cahati he morning se gullu se dur dur bhag rahi he 🥲 gullu ka bada Katne Vala he dekh Lena
@bbfanperspectiv Muje ek guts felling aaa rahi he ki kanika gullu ko Dhaka degi kal night me bhi vo gullu ke sath nahi bethi ti varna Roj night ko gullu ke sath beth ti he