@umashankarsingh Sir din bhar posting karke idhar udhar se material uthakar phir post karke kya fyda
Ek bar clear bolo mujhe modi or ye sarkar pasand nahi h
Clear kaho Me tab tak negative ye sarkar badnam ho aisi post karta rahunga
Koi admi jab post karta bolta h to uski niyat ka pata chal jata
@umashankarsingh Sir pahle speech dhyan se suno garmi me gamcha aur pyaz lekar ghoomte h
Aap AC lekar ghoom sakte ho kya agar garmi me ghoomego to gamcha hi bandhna padega nahi to loo lag jayegi
@umashankarsingh Apko kya lagta ki iran dekh aur sun raha hai to iran se dar kar bharat ka common men kuch kahe nahi iske hisab se to israel bhi dekh sun raha jab bharat ka common men kah raha tha ki israel ko is dharti bhar nahi hona chahiye
Yahi to freedom of speech hai
@umashankarsingh Bhaishab agar iran sabke ship ko phone pe bat karke aise hi Jane dega to phir iran ka sabse bada strategic lever ka lever ka koi matlab nahi niklega
Phir to duniya ko is war se koi matlab hi nahi rahega
@umashankarsingh सर ईरान अगर सबके जहाज बात करके असानी से निकन जाने देगा तो फिर किसी को इस युद्ध से फर्क ही नहीं पड़ेगा ये तो ईरान का रणनीतिक लीवर है इसलिए सबको असानी से नहीं जाने देगा
@ChouhanShivraj sir kindly not impose Sunday lockdown this time because Holi is nearby people will travel one place to another
Otherwise police haras them unnecessarily
If cynical behavior of center gulidline keep continue by babus of our country millios of jobs will be destroyed by them in the name of Covid because Covid not going away from us it's not possible to keep your region in Green Zone