@AuraXsync Bhai sawaal Natasha ka nahi haiβ¦
asli sawaal ye hai ki gulab jamun ne aisa kya kar diya tha ki poori mithai ki dukaan chhod ke usi pe dil aa gaya ππ
@future_ofr Vese study partner ke liye to mil gya .....mil gya na ?
"Abh Jo tumhe aata ho, woh mujhe samjha doβ¦ aur jo mujhe aata ho, woh main tumhe π Deal?"
Pyaar or coding mein ek cheez same hai --
Jitna samjho, utna hi complex lgta hai.
Aur jab finally sab theek ho...
Tab tak koi aur bug aa chuka hota hai.π¨βπ»πͺ
@RadhikaKarma βDay 12 and 100 followers already πβ¦ lagta hai Day 100 tak Twitter ko aapse subscription lena padega πβ
By the way Congratulations π