abhinoor malomaal doob gia
Farmal ko zabardasti like kr k zinda rakha ja raha
Per
#Amaanya aaj b zinda hay..
zinda rehti hay oonki mohabbatain..Murr b jaye..tu mit na payee. #AmaalMallik#Amaalians
Late night and the song dil pr lgta seedha..🤧
Do dilon ki yeh prem kahaani Le aayi, dekho, kahaan
Tumhein aaj paayenge ya mar he jainge....
#AmaalMallik
Ek kahaani sunāun…
Ek baar ek ladki thi.
Usse sab bahut jealous hote the.
Ladkiyan isliye,
kyunki woh us jaisi ban nahi sakti thi.
Aur ladke isliye,
kyunki woh kisi ke aage jhuk kar chalna nahi jaanti thi.
Par us ladki ka dil saaf tha.
Woh kisi ka bura nahi sochti thi,
na kisi ko neecha dikhane ka shauk tha.
Phir bhi…
log jalte the.
Aur jalne mein log aksar
ulṭa-seedha bolkar girane ki koshish karte hain.
Yeh sab use chubhta tha.
Ek din usne apni maa se poocha—
“Maa, maine toh kabhi kisi ka bura nahi kiya,
phir meri galti kya hai?”
Maa muskuraayi…
aur dheere se boli—
“Beta,
jab log tumhare peeche bolna shuru kar dein,
toh samajh lena
tum unki soch se bahut aage nikal chuki ho.”
Us din us ladki ne samjha—
har shor dushmani nahi hota,
kabhi-kabhi woh aapki udaan ka saboot hota hai.
@mypov74@AmaalMallik Tanya ki reel thodi hai only fariddon ka bhi hai usse bhi judi hai like kiya hai to kya hua humm Tanya solo ko koi problem nahi hai.. leave it ...warna bhaiya fir se para likhenge ya target karenge