Home
Language
English
Türkçe
Bahasa Indonesia
About
Privacy Policy
Terms of Service
Pricing
Sign In
Download All
Share
Noor-E-Haq
@Noorehaqcom
Islamic Quotes
India
Joined September 2016
7
Following
876
Followers
125
Posts
Noor-E-Haq
@Noorehaqcom
over 5 years ago
Sachai Ko Apna Libas Banalo, Kyunki Ye Aisa Libas Hai Jo Kabhi Maila Nahi Hota.
Noor-E-Haq
@Noorehaqcom
over 5 years ago
Sakht Thakawat Aur Shadeed Garmi Ke Bahane Roze Na Rakhne Walo Ko Yaad Rakhna Chahiye Ke Jahannam Ki Aag Bohot Sakht Hai.
Noor-E-Haq
@Noorehaqcom
over 5 years ago
Hamesha Ye Yaqeen Rakho Ki Kuch Acha Hone Wala Hai.
Noor-E-Haq
@Noorehaqcom
over 5 years ago
Badla Lene Se Pahle Ye Zaroor Khayal Kar Liya Karo, Ki Tum Khud Allah Ke Nazdeek Kitne Kasoorwar Ho.
Who to follow
Lakshmi R Iyer
@LakshmiRIyer
Founder at Streetsmart Productions Director :-ThePact•FirstSecondChance• SeasonedWithLove•AlooBhujia•2050• WrongMistake•Appa 426K+ on YouTube ▶️ TEDx Speaker
Jalal 𓂆
@JalalAK_jojo
views strictly my own etc.
जिद्दी लड़का💕
@Activist_07
मुझे रिश्तों की लम्बी कतारों से मतलब नहीं.. कोई दिल से अपना हो तो, एक शख्स ही काफी है... M.A In History
Noor-E-Haq
@Noorehaqcom
over 5 years ago
#ramadanmubarak
Noor-E-Haq
@Noorehaqcom
over 5 years ago
Zindagi Aisi Jiyo Ke Koi Hase To Tumhari Wajah Se Hase Tum Par Nahi, Aur Koi Roye To Tumhare Liye Roye Tumhari Wajah Se Nahi.
Noor-E-Haq
@Noorehaqcom
over 5 years ago
Mohtajgi Se Pahle Maaldari Ko, Aur Maut Se Pahle Zindagi Ko Ghanimat Jano.
Noor-E-Haq
@Noorehaqcom
over 5 years ago
Us Sooraj Ki Tarah Insaaf Ki Zindagi Jiyo, Jo Badshah Ke Mehal Mein Bhi Utni Roshni Deta Hai Jitni Kisi Ghareeb Ki Jhopdi Mein.
Noor-E-Haq
@Noorehaqcom
over 5 years ago
Badla Lene Me Kya Maza Hai, Maza To Jab Hai Jab Tum Samne Wale Ko Badal Dalo.
Noor-E-Haq
@Noorehaqcom
over 5 years ago
Khuloos Aur Achchai Sirf Alfaaz Mein Nahi Apni Niyat Aur Fitrat Mein Bhi Paida Kare, Taki Aap Logo Ke Aaib Nahi Unki Khubiya Dekh Paye.
Noor-E-Haq
@Noorehaqcom
over 5 years ago
Duniya Ka Ek Bada Risk, Raat Ko Tauba Kiye Bagair Sona Hai.
Noor-E-Haq
@Noorehaqcom
over 5 years ago
Talash Usko Mat Karo Jo Duniya Mein Sabse Zyada Khubsurat Ho, Balke Talash Usko Karo Jo Aapki Duniya Khubsurat Banade.
Noor-E-Haq
@Noorehaqcom
over 5 years ago
Sab logon Ke Saath Aisa Sulook Karo, Jaisa Tum Dusre Logon Se Apne Liye Chahte Ho.
Noor-E-Haq
@Noorehaqcom
over 5 years ago
Daleel Thi Na Koi Hawala Tha Paas Unke Ajeeb Log The Bas Ikhtelaf Rakhte The, Musalman Banke Islah Kare Firqa Wariyat Mein Na Padhe.
Noor-E-Haq
@Noorehaqcom
over 5 years ago
Bahot Kamiya Nikalne Lage Hai Hum Ek Dusre Me, Aao Ek Mulakaat Zara Aaine Se Bhi Karle.
Noor-E-Haq
@Noorehaqcom
over 5 years ago
Jab Tumhe Khushiyan Milne Lage To Teen Cheezon Ko Kabhi Na Bhulna, Allah Ko Uski Makhlooq Ko Aur Apni Asliyat Ko.
Noor-E-Haq
@Noorehaqcom
over 5 years ago
Apni Galti Ko Maan Lena Ek Behtareen Khususiyat Hai, Usse Nafs Me Aajizi Parvaan Chadhti Hai, Aur Takabbur Kamzor Hota Hai.
Noor-E-Haq
@Noorehaqcom
over 5 years ago
Jis Amal Me Dikhlava Aa Jaye Wo Us Mithai Ki Tarah Hai, Jo Dry Fruits Se To Bhari Hui Hai Lekin Sath Me Kuch Kankar Bhi Usme Shamil Kar Diye Gaye.
Noor-E-Haq
@Noorehaqcom
over 5 years ago
Shak Ek Aisi Bimaari Hai, Jo Insaan Ka Sukoon Khatam Kar Deti Hai.
Noor-E-Haq
@Noorehaqcom
over 5 years ago
Tera Mera Karte Karte Ek Din Chale Jana Hai, Jo Bhi Maal Kamaya Yahi Reh Jana Hai, Karle Kuch Nek Kaam, Saath Yehi Tere Jana Hai.
Last Seen Users on Sotwe
เอาเรื่องว่ะ
Seen from
Thailand
Azadcan4646
Seen from
Turkey
xy
Seen from
Turkey
粉尘
jani
Seen from
Poland
Oldje Official
fantazi adamı
Seen from
Germany
hijab1-b
Seen from
Turkey
Jass👠🖤 6k
Seen from
France
Haram Addictions 🤫
Seen from
Turkey
Trends for you
1
Ghost Rider
Under 10K tweets
2
LeBron
Under 10K tweets
3
Philly
Under 10K tweets
4
Spence
Under 10K tweets
5
Good Sunday
Under 10K tweets
6
#UFCAbuDhabi
Under 10K tweets
7
Embiid
Under 10K tweets
8
Mead
Under 10K tweets
9
Damson
Under 10K tweets
10
Maxey
Under 10K tweets
Most Popular Users
1
Elon Musk
@elonmusk
241M followers
2
Barack Obama
@barackobama
119.2M followers
3
Cristiano Ronaldo
@cristiano
112.1M followers
4
Donald J. Trump
@realdonaldtrump
111.8M followers
5
Narendra Modi
@narendramodi
107.1M followers
6
Rihanna
@rihanna
98.1M followers
7
NASA
@nasa
92.2M followers
8
Justin Bieber
@justinbieber
91.3M followers
9
KATY PERRY
@katyperry
88.5M followers
10
Taylor Swift
@taylorswift13
82.4M followers
11
Lady Gaga
@ladygaga
73.9M followers
12
Virat Kohli
@imvkohli
71.2M followers
13
Kim Kardashian
@kimkardashian
70.2M followers
14
YouTube
@youtube
68.7M followers
15
Bill Gates
@billgates
64.4M followers
16
Neymar Jr
@neymarjr
64.1M followers
17
The Ellen Show
@theellenshow
62.4M followers
18
CNN
@cnn
61.8M followers
19
Selena Gomez
@selenagomez
61.6M followers
20
X
@x
60.8M followers
Olivia
Online
✨
⭐
💫