Use to sb dukh batye the
Uska to dukh dena bnta ni tha
Use to ghr kaha tha
Uska usi ghr ko agg lagana bnta ni tha
Use to dushmano ka har waar batya tha
Uska bhi unhi dushmano sa hona bnta ni tha
Use Zakhm pe marham lagane ko kaha tha
Uska hi Sine me Khanjar Ghop dena bnta ni tha