@Omrlp07 Sab ka apna swarth h bhai...
Jinka 1guna me ho rha h wo chahte h dv abhi ho
Jo 2 guna m h jinka abhi 1guna m nhi ho rha wo chahte h dv late ho
Jinka 2 guna me bhi nhi ho rha wo chahte h bharti radd ho
Pr hoga vhi jo government chahegi..
Pr m apki bat se sahmat hu..