@ANI Yaha Gadiyon ki maa chudi padi hai yeh lauda ki government monitor kar rhi hai, yeh statement nhi lg rha hai totally dhamki hai jo bolega uski mayeya khud diya jaayega 🤨🤨
@aajtak@anjanaomkashyap Yeh aurat pagla gaye hai, koi isse chup Kara do matlab bilkul chup. Kya Bharat ke aam log Americans jitna kamata hai, Bharat ke 80% log mushkil se 140 dollar kama pata hai aur itne mahagaye hai kuchh bachta hi nhi. Yeh koi comparison hi nhi hai, murkh aurat. 🧐🧐
@jansuraajonline Jab surrender kar diya tha to encounter nhi karna chahiye tha, Isme Bihar ke Neta ke sath hai, socha hoga encounter karwa dete hai, Public wahbahi karega. Janch karo, bade bade neta ka naam aa sakta hai. Enquiry kon karega, sabko chup Kara Diya jaayega 🤨
@IndianGems_ Aisa hi hota anpadh gabar ko CM banata hai to, Bihar mein tourism badhane ke liye paisa kharch karna chahiye, yeh saala ulta kar rha hai. Aisa lag Ladakh ke CM me yeh scheme nikala hai.
Vaisa Ladakh ek UT hai jo Centre government ke under aata hai, koi gali de kar nhi jayega.
@yrf Kaun Biker kalach pakar kar bike chalata hai, kuchh to maryada rakho nausikhiyo. Ek haath mein garmi lag rhi hogi ish liye dastana hata deti hu - Aliya 😂😂😂
@jansuraajonline Aisi jagah par koi kaise rah sakta hai, jistna government ki dos hai usse jyada yaha rahne logo ki dos hai, kya halat bana rkha hai. Jab apne kapde saaf kar sakte, ghar saaf kar sakte ho to ghar ke bahar ke bhi safai karo.