@ThetaVegaCap Still not getting
Good roads ( pathholsa everywhere)
High tax
Almost every govt employee corrupt
Still gujarat is not developed after so many year of bjp rule
Always hindu muslim
Jo bhi against bolega usko jail, ed , cbi
@ThetaVegaCap Sir janta ka gala bhar chuka he bjp se.
Niting gadkari ka son- ethanol king
Amit Shah ka beta- icc king
Ayodhya scam
Paper leak
Mp me vyapam scam now mp cm involved in buying hughe land before govt. Planning.
Pm care fund scam
Bjp washing machine
Delhi cm scam againt keju
@aravind@nomad_starman Mere paas 1000 sq ft ka ek pura single building wala ghar hai. Usko rent par dene se sirf ₹6000–8000 hi milte hain.
Soch raha hu ki rent par dene ke bajaye usme koi business start karu.
Aap log suggest karo ki aaj ke time me aise space me konsa business sabse profitable rahega
@Atulsingh_asan@narendramodi Mere paas 1000 sq ft ka ek pura single building wala ghar hai. Usko rent par dene se sirf ₹6000–8000 hi milte hain.
Soch raha hu ki rent par dene ke bajaye usme koi business start karu.
Aap log suggest karo ki aaj ke time me aise space me konsa business sabse profitable rahega
Mere paas 1000 sq ft ka ek pura single building wala ghar hai. Usko rent par dene se sirf ₹6000–8000 hi milte hain.
Soch raha hu ki rent par dene ke bajaye usme koi business start karu.
Aap log suggest karo ki aaj ke time me aise space me konsa business sabse profitable rahega
@darvasboxtrader Kitne bewakoof log he sab...jab dada ne bol diya ki kval agriculture, pharma or chemicals acha lag rha he to focus kval usi pe karo....na ki faltu questions likho ki auto ksa lag rha he, power ksa lag rha he..dada itna bata rhe he vo bahut badi bat he
@darvasboxtrader Hamare yaha rajasthan me to do chante padte he agar koi bol de ki papa share market sikhna he..mere andaaj se to ye only and only gujarat me hi possible he..jaha pe bachpan se share market sikhaya jata hoga .
@jpsin1 ये कॉन्ट्रैक्ट केवल नेता लोगों को या उनके रिश्तेदारों को ही मिलते हे ओर उनमें भी उनका कमीशन सेट होता है। तुम नेता हो तुम्हारा कोई बिज़नेस नहीं होता।। तुम्हारा बिज़नेस यही होता हे कि सबके बिजनेस में अपना कमीशन सेट करना।।