Ajib nyay hai Maharastra sarkar ka, jus bande ne gadi chadhhai uska kuch nehin, lekin Jahan aropi ne daru pia tha USS bar ko todabja Raha hai.kyunki aropi sindhe gutki mantri ka beta .
@SupriyaShrinate Inke jaise chatukaar media ko saram aana chahiye aur oppose bhi karna chaahiye, lekin kya kare yehi bidambana ha ki ek aadmi apke aankh me ungli daalke jhoot bolraha he aur aap sun rahe h.i
@IMinakshiJoshi Madam Modiji ne kaha hai me biological nehin hun, aap batao Bina Stree, purush ki sambadh se kaliyug me koi paida hua hai kya ?tark bhi matlab ki hona chaahiye, itna bhi bhakti achha nehin hai.