@Dhillon_777@HotstarReality kya hai yaar sab cut kr jaate ho aap humesha???? Kyu aisa??? Phle aman ka, fir qazi ka dance aur abb ye. Phle promo me dikhate hi kyu ho?
@kindAaliya Arishfa ke bhi kaise close jaata hai hug krta hai mereko to dekh kr sahi nhi lgta tha. Aur uditi ko bhi jaise dekhta hai. Ye chhapri boys hai bahot gandi soch hoti hai inki. @_arishfakhan_@UditiSinghh_ jab family week me jao to bolna yung se durr rhe.
@BiggBoss_Tak Abb jaake seedha paani daal deti unke face pr to achha rehta. Kitna pareshaan kiya hai usko yaar. Chhoti si hai matlab kuch bhi karenge. School me bhi aise hi pareshaan krte the hoge arishfa ko sab.
#ArishfaKhan#biggboss20