@Rockerz00689161@GossipsTv Already ho chuka hain but abhi bass DD Free Dish waalon ke liye available hain. EPICON app pe live stream hota hain online.
Ishara Tv ka subsidiary hain.
Currently bass 1 original show hain—Laal Banarasi jisme Pratigya ki lead bhi kaam kar rahi hain aur baaki puraane shows hain
@GossipsTv I just hope ki yeh log app ko na merge karde cause Zee5 pe kaafi old shows available hain unlike Sonyliv😒(I really wanted to watch old Sabtv shows but majority of them are not available)
Kya pata app merge ho gaya toh Zee ka bhi purana content uda de🙂