Ab kha h us dushyant chotala ko jo yuwao ki awaj banana chahta tha ?????ab satta me aate hi sab kuchh bhul Gaye kabhi jbt vacancy Nikalne k bare me b socho hazaro teachers ka bhavishay andhkarmay ho gya h 😭😭😭😭
Modi ji plz haryana sarkar ko b aware kre ki jbt vacancy nikale hm two time test clear Kr chuke h pr vacancy nhi aa rhi h bahut se teacher overage b ho jayenge.